Beauty Of Odisha

Beauty Of Odisha

Breaking

Thursday 11 January 2018

Best Places for Couples In Odisha! | Beauty Of Odisha

January 11, 2018 0
Best Places for Couples In Odisha! | Beauty Of Odisha
BEST PLACES FOR COUPLES IN  ODISHA :

Sunset of Chandipur Beach:
      
      Odisha ke har samundar ke apne khichav hai aur Balesore district ke Chandipur Beach ka kuch
alag hi maza hai. Ye samundar ke sundarta ke liye pehle se hi prashid hai.
  
Lotus Resort, Konark:
     
    Agar  aap private time ke liye soch rahe hai to aap samundar taat ko bhul jaye aur aap Konark ke ye Lotus Resort me aaye.

The Lighthouse Of Gopalput Beach:

    Gopalpur Beach hariyali ke saant sundarata ke liye apne aap me pyaara hai aur ye sabhi ko aakarsh karta hai.
 

Deomali - The Highest and Largest Mountain Peak Of Odisha | Beauty Of Odisha

January 11, 2018 0
Deomali - The Highest and Largest Mountain Peak Of Odisha | Beauty Of Odisha
DEOMALI - THE HIGHEST AND LARGEST MOUNTAIN PEAK OF ODISHA




Deomali mountain Koraput dist ke pottangi block me hai, Deomali Odisha ke sabse uucha
parvat hai. Iska uchata samudar ke 1672 metres uucha hai, iske sath sath ye India ke estern ghats me stit hai.

Deomali is best place for:
    
   Bikers ke liye unke journey anubhab karne ke liye achi jagah hai.
*  Cyclist ke liye unke journey enjoy karne ke liye achi jagah hai.
*  Picnic karne ke liye achi jagah hai.
*  Nature ko pyar karne logo ke liye achi jagah hai.

Best time to visit Deomali:

Deomali jaane ke liye winter ek achi season hai.
*  Is jagah ko Cristmas aur New Year me sab log jate hain.

Monday 25 December 2017

TOP 3 HAUNTED PLACES IN ODISHA

December 25, 2017 0
TOP 3  HAUNTED PLACES IN ODISHA
TOP 5 HAUNTED PLACES OF ODISHA

Odisha apne adivasi sanskrition aur iske pracheen Hindu mandiron ke liye jana jata hai, iske rajadhaani Bhubaneswar saikdon mandiron ka ghar hai. Yaha ham aapko Odisha Top 5 haunted places ke list layee hain.

Haunted Tree In Manglojodi:
Odisha ke khurda district ek tree hai jisme kaha jata hai ki waha bhoot hai. Is gaun ke log kehte
hai ki is tree me bahut hi daragna bhoot hai.

State highway odisha:

kaha jata hai ki bhubaneswar se 50 kilomater dur state highway par ek ladki ka accident hua tha
aur wo ladki mar gayi thi. Yaha par log kehte hai ki agar aap raat ke waqt akele is road par jate 
hai to is ladki ki bhoot aapki gadi rok ke lift mangti hai agar aap use lift dete hai to wo ladki kuch 
deer baad gayab ho jati hai. Agar aap lift nehi dete hai to wo aapki gadi ke peeche aa kar chillati hai.

Cuttack Hostel:

Odisha ke Cuttack me ek purana hostel hai, logo ka kaha jata hai ki is hostel me bahut logo ne 
bhoot hone ka experience kiya hai.






Friday 15 December 2017

Sunday 10 December 2017

5 Breathtakingly Beautiful Mountains and Hill Ranges In Odisha | Beaty Of Odisha

December 10, 2017 0
5 Breathtakingly Beautiful Mountains and Hill Ranges In Odisha | Beaty Of Odisha
5 Breathtakingly Beautiful Mountains and Hill Ranges In Odisha

1. Deomali Mountain Peak
     Hum sabse pehle deomali se shuru karte hain jo Odisha ke sabse uuchi parvat shikar
      hai , aur ye Koraput district se hai. Is mountain bahut hare bhare aur bahut sundar hai
      is jagah ko aap apne doston ke saath bikes me jaoge to bahut maza aayega.
                                                                                                                                                         
2. Mahendragiri Hills
   
      Pauranic kathao ko suna jae to ye parvhat lagbhag 1501 meter uucha hai. Is parvhat sihikar par bhagban parushuram ka nivas hai aur bahut itihasik kathao ka vishay hai. 
Aur yaha adbhut mandiron ke nadiyon aur ek neele samundar hai.
3.Devagiri range

    Ye parvhat odisha ke rayagada me stit hai, is parvhat ke sabse shandaar bhaag  is parvhat
shikhar ke gupha hai jo bhagban shiv ke  baithak bindu hai.
4.Dhauli Hills
  
   Sayad bahut prashid Dhauli parvhat ke bataye bina hamare ye list adhura reh jayega,
Odisha ke sheersh valle bhag ke alava ye parvhat Cuttack aur Bhubaneswar ke logo ke liye 
ek adarsh wale jagah hai. Iske alava Dhauli parvhat ek Buddh dharm ke logo ke liye ek pavitra jagah hai.
5.Niyamgiri Hills


     Odisha ke kalanhandi ke me stit ye parvhat buxite mining tales ke nam se jaana jata hai.
Lakin aap yaha par jayenge to iske sundarata par aap kho jayenge.

Thursday 7 December 2017

Top 5 best picnic places of koraput | Beauty Of Odisha.

December 07, 2017 0
 Top 5 best picnic places of koraput | Beauty Of Odisha.
   TOP 5 BEST PICNIC PLACES OF KORAPUT.
                                                                                                              Visit this places in this New Year and enjoy your picnic.                                                                                                                                                                                                                                                                                1.DUDUMA WATERFALL:        
2. DEOMALI:
3. RANI DUDUMA WATERFALL:
4. KOLAB RESERVOIR:
5. MALIGUDA RANGE:


Wednesday 6 December 2017

5 facts about the amazing Puri Jagannath temple in Hindi | Beauty Of Odisha.

December 06, 2017 0
5 facts about the amazing Puri Jagannath temple in Hindi | Beauty Of Odisha.
5 FACTS ABOUT THE AMAZING PURI JAGANNATH TEMPLE




1. THE FLAG

Is mandir ke upar jo dhuvj laga hai wo wavu ke ulte dishe pe udti hai.

2. HAR DIN DHVAJ BADLA JATA HAI

Is mandir me 1800 saal se har din dhvaj badla jata hai. Har din ek pujaari 45 imanaat jitni
uuchi is mandir me chad kar dhvaj badalte hain, Agar koi ek din bhi ye badla nehi gaya to
aage 18 saal tak mandir rehna chahiye.

3.THE COLOSSAL CHAKRA.

Mandir ke upar laga hua is sudarshan chakra ko aap jis taraf se bhi dekhoge ye chakra
aap ki taraf hi iska mukh dikhega.


4. THE SEA

Dharti par kisi bhi jagah me din me samundar ki hawah voomi par aate hai aur shaam
ko iska ulta hota, Lakin puri me iska vipareet hota hai.

5. MANDIR KE UPAR SE KUCH BHI NEHI UDTA.
Puri ke Jagannath mandir ke upar se kuch bhi nehi udta, koi Aeroplane nehi udta
aur koi pakshi bhi nehi ulta.